Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSeema (1971)
HomeSeema (1971)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do aanchal se lipto na zulfein udaao na door se baat karo gale lagao na aanchal se lipto na na na zulfein udaao na na na door se baat karo gale lagao na pyaar ki baat nahin ye bhi koi baat hai haathon mein haath nahin kaisa ye saath hai roop sharma gaya sharmane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do gore maathe pe aisa teeka suhaana hai phool pe soya jaise shabnam ka daana hai gore maathe pe aisa teeka suhaana hai na na phool pe soya jaise shabnam ka daana hai kar ke taareef meri mujhko banao na asli jo baat hai wo baat batao na dil mein kuchh ho raha ho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane
ek thi nindiya do the naina raat ki jayi shaam ki behna raat ki jayi shaam ki behna hooooo hmmmmm hmmm ek thi nindiya do the naina raat ki jayi shaam ki behna ek thi nindiya do the naina raat ki jayi shaam ki behna raat ki jayi shaam ki behna roj vo pariyon jaisi nindiya aati thi donon judvan nainon ko bahalati thi aankhon pe rakh deti thi mithe sapne sapnon wali nindiya maa kahlaati thi ek thi nindiya do the naina raat ki jayi shaam ki behna raat ki jayi shaam ki behna ek thi nindiya do the naina raat ki jayi shaam ki behna ek thi nindiya do the naina raat ki jayi shaam ki behna raat ki jayi shaam ki behna roz vo pariyon jaisi nindiya aati thi donon judvan nainon ko bahlati thi aankhon pe rakh deti thi mithe sapne sapnon wali nindiya maa kahlati thi ek thi nindiya do the naina raat ki jayi shaam ki behna raat ki jayi shaam ki behna os ki bundon mein jo barasa karti thi vo nindiya ab do nainon se ruth gayi chhoot gaye vo reshmi jhule sapnon ke chandani kaise louri
jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai honth chup chaap kholte ho jab saans kuchh tez tez chalti ho aankhen jab de rahi ho aawaazein thandi aahon mein saans chalti ho thandi aahon mein saans chalti ho jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai aankh mein tairti hain tasveerein tera chehra tera khayaal liye aaina dekhta hai jab mujh ko ek masoom sa sawaal liye ek masoom sa sawaal liye jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai koi waada kiya nahin lekin kyun tera intezaar rehta hai bewazah jab qaraar mil jaaye dil bada beqaraar rehta hai dil bada beqaraar rehta hai jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai
waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de dil mein uthtaa huaa tufaan thehar jaane de aur thodi der dekh lene de ye cheharaa zindagi bhar ki thakan dil se utar jaane de waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de dil mein uthtaa huaa tufaan thehar jaane de aur thodi der dekh lene de ye cheharaa zindagi bhar ki thakan dil se utar jaane de waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de teri masoom jawaani kaa hai ehsaas mujhe phir bhi baithaa le ghadi bhar ke liye paas mujhe raani teri masoom jawaani kaa hai ehsaas mujhe phir bhi baithaa le ghadi bhar ke liye paas mujhe raani tan ki doori na rahe mann ka milan ho sachaa pyaar ki is aag mein tan manko nikhar jaane de waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de dil mein uthtaa huaa tufaan thehar jaane de aur thodi der dekh lene de ye cheharaa zindagi bhar ki thakan dil se utar jaane de waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de teri aankhon ki kamal choom lun to chain mile teri baahon mein zara jhoom lun to chain mile
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Mera Kho Gaya Seema (1971) 04:29 38209
 
Poster of Seema (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Chand Usmani, Rakesh Roshan
Duration : 04:29   Song Number : 38209   

Ek Thi Nindiya Do The Seema (1971) 07:24 38208
 
Poster of Seema (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Simi Garewal
Duration : 07:24   Song Number : 38208   

Jab Bhi Ye Dil Udaas Hota Hai Seema (1971) 04:30 12131
 
Poster of Seema (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kabeer Bedi, Simi
Duration : 04:30   Song Number : 12131   

Waqt Thoda Sa Abhi Seema (1971) 04:04 14188
 
Poster of Seema (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kabir Bedi, Simi Garewal
Duration : 04:04   Song Number : 14188